Thursday, August 30, 2007

Ke Bin Tere -Aggar


Song Title: Ke Bin Tere Jeena Nahi
Movie/Album Name: AGGAR
Singer(s): MITHOON, HAMZA FARUQUI, KSHITIJ

bheed mein bhi hum tanha rahein
tere gam ne ye halat kardi
kabhi khud ke liye kuch soch sake
itni bhi nahi fursat bhi

Aankhon ki talash jo hain woh hain tera chehra
dhadkan dil ke paas to hain lekin hai bewaja
main hoon sakh se koi patta tuta hua
mujko yeh hawaein udati phire har jagah

ke bin tere jina nahi
ha bin tere jina nahi
na bin tere jina nahi
ja bin tere jina nahi

Aankhon ki talash jo hain woh hain tera chehra
dhadkan dil ke paas to hain lekin hai bewaja
main hoon sakh se koi patta tuta hua
mujko yeh hawaein udati phire har jagah

ke bin tere jina nahi
ha bin tere jina nahi
na bin tere jina nahi
ja bin tere jina nahi

chahe jitne bhi aason bahe
saasein sine mein chubhti rahin
muskura kar har gam sahein

dil se ho kum kabhi na yeh dard tera
dhool jaisa lagein har jakhma tera
ek mujh ko kahi na kahi

ke bin tere jina nahi

Aankhon ki talash jo hain woh hain tera chehra
dhadkan dil ke paas to hain lekin hai bewaja
main hoon sakh se koi patta tuta hua
mujko yeh hawaein udati phire har jagah

ke bin tere jina nahi
ha bin tere jina nahi
ja bin tere jina nahi

bheed mein bhi hum tanha rahein
tere gam ne ye halat kardi
kabhi khud ke liye kuch soch sake
itni bhi nahi fursat di

teri yaadon mein har pal kate
khud se teri hi baatein kare
dil ke saas banjar rahein

humko manjoor hain har sitam tera
berukhi bhi teri bewafapan tera
jam khusion ka pina nahi

ke bin tere jina nahi

Aankhon ki talashjo hain woh hain tera chehra
dhadkan dil ke paas to hain lekin hai bewaja
main hoon sakh se koi patta tuta hua
mujko yeh hawaein udati phire har jagah

ke bin tere jina nahi
ha bin tere jina nahi
na bin tere jina nahi
ja bin tere jina nahi......2

ke bin tere
ke bin tere jina nahi.........3

1 comment:

Unknown said...

I love this song lovly and sweet song